Anko Ka Jadu - Lakshminarayan Sharma - 書籍 - V & S Publishers - 9789350571194 - 2014年2月19日
カバー画像とタイトルが一致しない場合、正しいのはタイトルです

Anko Ka Jadu

価格
¥ 4.187
税抜

遠隔倉庫からの取り寄せ

発送予定日 年9月28日 - 年10月14日
Lakshminarayan Sharma の新しいリリースのお知らせを受け取る
iMusicのウィッシュリストに追加

まだ評価がありません

Annant aakash me faile alokik shakti ke prichayak koti-koti taron v grah - nakshtro ke adrishy sanket tatha bhukampo ka aana, jwalamukhi fut Padna, barfili hawaon ka chalna, samudri tufano ka jor aadi vinashkari ghatnaye prithvi ke jad, chetan pranivarg ko hani pahuchate hai. Jyotish vigyan dvara in sabhi tathyo ka purvanuman lagakar inse bacha ja sakta hai Prastut pustak me prarmbhik 3 adhyayon me 1. Jyotish, kram aur bhagya.prarambh 2. Vaidik ganit ke Niymo/Siddhnto ke anusar lagn gyat karne ki aasan vidhi sahit janamkundli rachna. 3. Grah, rashi aur nakshtra ka samuchit varnan hai 4. Janamkundli ke dwadash bhavo me navgraho ki abhisht evam anisht grah sthiti evam prabhav darshye gaye hai. Isme mantra shakti, yantra bal, vrat/upvas labh, sadharan vastu daan, havan-anushthan-yagya karna, shubh rattan dharan karna, grah sambandhi rudraksh apne paas rakhna, bimar hone par aushadh sanan karna aadi upayo ki ek lambi shrinkhla hai. Iske atirikat pan, bhkut v nadi dosh apvaad, manlike dosh parihar, kalsarp dosh upay, shani ki sadhesati v dhaiya ka bachav ke upay, pitrudosh/maturdosh v upay, chunavi samar jit ke upay, videsh pravas ke upay ka ullekh hai.

メディア 書籍     Paperback Book   (ソフトカバーで背表紙を接着した本)
リリース済み 2014年2月19日
ISBN13 9789350571194
出版社 V & S Publishers
ページ数 112
寸法 140 × 216 × 15 mm   ·   385 g
言語 Hindi  

同じ出版社からのその他の記事