この商品を友人に教える:
Vividh Aayam / ????? ???? Rahul Shukla
遠隔倉庫からの取り寄せ
Vividh Aayam / ????? ????
Rahul Shukla
Prastut kriti 'Vividh Aayam' yuva man ke dard tadap, samajik patan ki pida ke saath unki aashaein aur aakanshyein bhi maujood hain. Yuva kinkartyavimoodh hokar khud ko kosta hai to kabhi visangatiyon bhare is samaaj ko, aur jab uske komal man ke tantu khanakhana kar tootate hain, to antaratma se kavita nikalti hai jo yuva man ka bodh karati hai.
""kaise mein geet suna doon, babu priyatam shona ke
jab vishwa me lashon ke dher lage korona se
kaise mein jashn mana loon, bharat ki pakistani newton par
chand dino ki thi shadi, ab yadein hain bistar ki salvar par""
samaaj me ho rahe beta aur beti ke bhedbhav n karne ka aagrah kiya hai
""he manav! beta sundar hota hai, par bitiya to hai sundaratam
beta beti hote ek saman, prakrit ki har rachna nirupam""
apni sahridayata aur sundarya prem ka parichay kuch is prakar diya hai
""tum mera jeevan mandir, jaise roz karun puja archan
har saans me hai basta mere, tere sparshon ka spandan""
| メディア | 書籍 Paperback Book (ソフトカバーで背表紙を接着した本) |
| リリース済み | 2020年7月8日 |
| ISBN13 | 9781649512314 |
| 出版社 | Repro Books Limited |
| ページ数 | 132 |
| 寸法 | 127 × 203 × 7 mm · 149 g |
| 言語 | Hindi |
Rahul Shuklaの他の作品を見る
すべて表示同じ出版社からのその他の記事
Rahul Shuklaのすべてを見る ( 例: Paperback Book および Hardcover Book )